Prakritik chikitsa ek puraane chikitsa paddhati hai.Puraane jamane me muni rishiyon ke dwara iska prayog hota tha. Ye paddhati atyant labh dayak hone ke karan wo ise logo ko sikhate gaye. Aise hi samay ke sath sath log ise likhit prakar se logo ke bich bantne lage. Or aaj bigyan bhi inhe pramanit kar raha hai ki ye sach hai ki prakriti se prapt ausadhi hi prani ko sampurn swasth pradan kar sakta hai.  
Is chikitsa paddhati me prakrit ki sabhi chijen alag alag rog, dukh nibakaran ke liye kam dete hai. To aaiye jante hai prakriti ki kounsi ped, poudha, phul, phal Or patta koun kounsi rog bimar me kis prakar se prayog kiya jata hai.