Laal bhaaji 

Lalbhaaji . Lal bhaaji se hi banate hai. Lal bhaaji ek padha hai jo Laal rang ka hota hai. Iske patta bhi Laal hotas hai.aap sab isko jante honge. Ye bazaar me ashani se mil jata hai. 

Laal bhaaji khane ka labh. 

Laalbhaaji swasth ke liye bahut labh daayak hai. Aaj mai laal bhaji ke bare me jo batane jarahahu wo koi kitabi bate nahi hai. Na hi gyan ki bate hai par mai jo batane jarahahu wo mai apna anubhav se bataunga.jo maine 14 sal ki seva me anubhav kiya hai usko mai aap logoko bataunga.Isko khane se sharir ko bahut labh milta hai. Isko khane se pet ke gas acidity dur hota hai. Jise byakti ke sharir me gas acidity se hone wala dard dur hota hai. Vyakti ko tanaw se rahat milata hai. 

Anemia rogi tatha jinke khun ki kami hai unke liye bhi ye bahut labh dayak hota hai. Kyuki isme irun ki matra bhi rahta hai jis ke wajha se isko khaanevaala ke sharir me rakt ki santulan bana rahta hai. Rakt santulan Or suddh hone ke karan sharir swasth Or khub sundar dikhta hai. Sharir me emunity power tatha rog pratirodh shakti badhta hai. Is liye prtyek byakti ko laal bhji ka sevan karna chahiye. 

Laal bhaaji koun koun khasakte hai

Is bhaaji ko balbachche sabhi log kha sakte hai. 

Laal bhaaji kab nahi khana chahiye. 

Har paristhiti me lalbhaji nahi khaya ja sakta. Jab aap ko thanda jwar horaha ho to us samay laal bhaji ka sevan na kare. Jab aapko ulti dast horaha ho tab bhi aap laal bhaji sevan na kare. 

LAAL BHAAJI KAISE KHAE.? 

Laal bhji ko kachcha nahi khaya jata is ko pakana padta hai. 

LAAL BHAAJI KAISE BANATE HAI? 

Laal bhaji pakane ka do tarika hai. 1 pakoda ke sath. Kaise banate hai laal bhaaji video dekhe

Or dushra pakaakar banaana.  Aap ye video dekh kar bhi bana sakte hai