Aankh manushya ki ek mukhya ang hai. Aankh thik hai to pura sharir thik hai. Kyu ki hum bina dekhe koi kam nahi kar sakte. Aankh sharir ka ek aisa ang hai jo sharir ke sobha ko badhata hai. Aankh ke dwara sharir ya chehre ka sundarta orbhi badh jata hai. Hum aankh ke bareme jitna jyada kahenge utnahi kam hoga. Kaha jae to aankh sharir ka deepak hai. Iske bina pura sharir Or duniya andhera hai. 

To aiye aaj hum aankhon ke swash, bimari Or iske upachar ke bare me janenge. 


LAKSHYAN 


Aankhon ka lal ho jana. 

Aankhon se atyadhik pani bahna


SUJHAAV 

1-Cosmetic cream adi ka upayog karte hai to dhyan de ki ye aankhon par nalage. 

2-Aankhon ko gande hath ya kapde se na male. 

3- Bina chakeup ke ya doctor ki salah bina kisi hi prakar ke google use na kare. 

4- Aankhon ko dhote samay hamesha swachchh pani ka prayog kare. 

5 - TV dekhne ke bad turant ya computer, laptop ya mobile me kam kar ne ke bad turant aankhon ko na dhoe. 

6- Dinme kamse kam 2 bar aankh ko swachchh pani se jarur dhoe. 

7- Rogi ko avastha anusaar 1 se 3 din tak rasahar par rakhe. 

8- Khadya padaarth me uttejak tatha chay, chini, mirch Or masalo ka prayog na kare. 

9- Vitamin A, B, C pradhan khadya padaarth ka sevan adhik se adhik kare. 

10- Yaha sankramak rog hai jaha tak ho sake rogi se hat millane tatha uske sparsh se dur hi rahe to thik hai. 


UPACHAR 

1- Shri tulsi 3 bund 1 glass pani me mila kar din me do bar piye. 

2- Aank ki drop Aloe jyotiplus ki 2-2 bund subha, dopaher Or shaam ko aankh me dale. 

3- Eye mask ka vyavhaar kare. 

4- Roj subah shaam 10 se 15 minute bhramari aashan kare.    

Article achchha laga to doston ke sath share jur kare or comment karna na bhule.